35 Romantic Chand and Raat Shayaris For All The Love Birds
Romance and night have a unique connection since time immemorial. It is at night, that your love sparkles. Most confessions and realisations happen at night. When you look at the moon, you remember your beloved, surrounded by the admiring stars. And if your beloved is around, you cannot resist exchanging a gesture of love.
For some, the night brings quality time to relive the memories and to miss their lover. For some, the night brings an opportunity to express themselves before their lover. The moon, the stars and the night are the witnesses of every love story that grows on this earth.
To cherish the love contained in the night, the moon and the stars, we have listed 35 romantic shayaris for lovers on raat, chand and sitare.
1. Uske chehre ke noor ke saamne saada laga,
Falak par chaand poora tha magar adha laga.
2. Humare chand ka kya kasoor jab raat hi bewafa nikli,
Kuch pal thehri aur phir humse khafa nikli.
3. Meri nighaon mein ek khwaab aawaara hai,
Chaand bhi dekhoon toh chehra tumhara hai.
4. Jis Chaand ke hazaron chahne wale ho,
Zaroori hai us par sitaaron ka pehra ho.
5. Tum bilkul chaand jaisi ho,
Noor bhi, mashhoor bhi, door bhi.
The beauty of the moon is the reason behind the popularity of romantic chand shayaris. Even though it is all alone in the vast sky, it bravely guards the night and charms everyone with its beauty. Romantic shayaris for lovers cannot do without referring to the beautiful moon.
6. Ae kash humari zindagi mein aisa bhi ek din aaye,
Ek chand aasmaan mein ho aur doosra zameen par nazar aa jaye.
7. Jiske hisse mein raat aayi hai,
Yakeenan uske hisse mein chand bhi hoga.
8. Acha lagega agar tum kabhi mera hath tham lo,
Ajnabi ki tarah toh chand bhi sath sath chalta hai.
9. Ijazat ho toh main tumhare paas aa jaoon,
Dekho na chand ke paas bhi ek sitara hai.
10. Damak toh sakte hai hum gairon ki chamak se,
Lekin udhar ki roshni ka chand nahi banna hume.
Romantic shayaris for lovers will make you relive the memories, rekindle your feelings and reignite your affection. These loving night shayaris will make you hug your lover tight and in the warmth of your arms, they will release that the night is the calmest time of the day.
11. Mera aur us chaand ka taqdeer ek jaisa hai,
Wo taaron mein tanha aur main hazaron mein!
12. Meri wafa ki gawahi ye taare bhi dete hai,
Bas mere chand ko mujh par yakeen na aaya.
13. Bhut koshish karta hoon adhera khatam ho lekin,
Kahin par jugnu nhi milta aur kahin par chand aadha hai.
14. Aaj chaand nazar aaya jab falak par,
Meri nazron par sitare the teri yaadon ke.
15. Chand dekha hai toh yaad aayi hai teri soorat,
Hath uthe hai magar harf-e-dua yaad nahi.
No love story is complete without romance and without comparing the beauty of their lover with the beautiful moon. The romantic moon shayaris are an indirect way of praising the lover. Raat shayaris and chand shayaris are the most romantic way to praise one's lover.
16. Lag na jaye kahin betaab sitaron ki nazar,
Apne chand se chehre ko aanchal mein chupa kar sona.
17. Shaam dhali toh teri yaadon ke sitare saj ke nikle,
Rang sirf pyaar ke nahi aur bhi bahut saare nikle.
18. Suno zameen par bhi sitare aane lage hain,
Zikr ke bahane dhoond kar, tumhare kisse sunane lage hain.
19. Ek toot ta hua sitara keh gya ki khayal rakhna,
Jab ishq ho, intezaar mein raaton ko barbaaad karna.
20. Bade dilkash lagte hain wo sitare aasmaan mein,
Jinki roshni tumhari khoobsurti ko nikar deti hai.
The above romantic shayaris for lovers save you in situations when you need to express yourself and fall short of words. Romantic night shayaris are also a good way to start conversations with someone you like or have a crush one. They can act as catalysts for your love stories.
21. Phir kisi se baatein aur mulakatein ab nahi hongi,
Raatein toh hongi par wo raatein ab nahi hongi.
22. Is safar mein neend kuch aise kho gayi,
Hum na soye magar raat thak kar so gayi.
23. Roz raat hoti hai, roz ye chand doob jata hai,
Koi is dil ke chand ko tairna kyun nahi sikhata!
24. Ye tanha raat, ye badhta andhera, ye gehri fizayein,
Use dhoondte hue hum use hi bhool jayein.
25. Tanhayi ke lamhaat hai ehsaas tab hua,
Jab taaron bhari raat mein chaand nazar hua.
Stars that shine high above in the sky, are shiny and bright like the moon. The white light they emit enhances the beauty of the moon. Hence, the romantic raat shayaris are incomplete without the description of the chand and the sitare.
26. Tha wada shaam ka, magar wo aaye raat ko,
Main bhi darwaza kholne bhut der mein gaya.
27. Ek roz wo gaye the jahan wo baat rok ke,
Thehra hoon main wahin par wo raat rok ke.
28. Bewafa ho gayi hai ye neend meri,
Raat hote hai kahin ghoomne nikal jati hai.
29. Kaash har raat bas ek hi manzar ho,
Chand, pahad, jheel aur tum ho.
30. Raat guzarti hai hisab karne mein,
Use mohabbat hai? Nahi hai? Hogi? Nahi hogi?
Romantic raat shayaris portray the night's colours, silence, calmness and darkness in different contexts. At night, when the moon stars shine, love and romance paint vivid stories. It also takes you into nostalgia and repentance.
31. Achanak khul jati hai neend raat mein,
Kam se kam khwaab mein jaya na karo.
32. Kal raat se bas ek hi soch mein hoon,
Kis bahane se tujhe bula loon yahan.
33. Jo sitara tha tumhare naam ka wo toh kho chuka,
Ab phir rahe ho raat ke peeche kis liye!
34. Mehfil na hoti, kisse na hote,
Jo raat na hoti, sitare na hote.
35. Hai kismat hamari assman ke sitare jaisi,
Kisi ki tammanna ke liye ham toot bhi sakte hain.
These are some of the romantic shayaris for lovers. The subject of the above mentioned love shayaris in Urdu is the night (raat), along with the moon (chand) and the stars (sitare). They take you on a sojourn so rare to find.
Some of these are sure to remind you of your lover, and if they are far from you, you will end up missing them. Not to forget, if your lover is around, do share one of these with them and rekindle your romance.
Read More:
- 23 Urdu Shayari On Rain Showing How Monsoon Is Related To Love
- 25 Girlfriend Shayaris Which Are Full of Love, Romance and Emotions
- 25 Winter Shayaris That Kindle Romance & Love In Your Life
- 35 Urdu Shayari On Friendship To Celebrate Your Dosti-Yaari
Explore: Feeding Trends | Events