35 Urdu Shayari On Friendship To Celebrate Your Dosti-Yaari
Just like Mother's Day and Father' Day, Friendship Day also holds a very important place in our lives. After our blood relations, the most emotional and supportive relationships are those with our friends. To many, their friends are closer to them than their family. And they have genuine reasons for it too.
Friends and friendships are blessings are disguise - nobody can deny the fact. As friends, you have the freedom to express, share and fight. You know that there's somebody guarding and protecting you. You know you’ll be alright just by having your friends around. Dosti hoti hai aisi hai!
This friendships day, Feeding Trends brings to you 35 best friendship day quotes to celebrate your beautiful friendships. (Be a little shayarana, and pick your favourite dosti-yaari wali shayari.)
1. Yaar Tere Hone Se Aa Jaati Thi Poori Duniya, Tu Nahi Hai Toh Koi Yaar Nahi Hai Aane Wala
2. Jab Zaroorat Badalti Hai, Tab Doston Ke Alawa Sab Kuch Badal Jata Hai
3. Dono Doston Ko Tairna Nahi Aata, Magar Hath Pakad Kar Nadi Paar Kar Liya Karte Hai
4. Musibat Mein Raat Bar Sote Nahin Dost, Aur Mohabbat Mein Raat Bhar Sone Nahi Dete!
5. Dosti Ke Kabil Har Taqdeer Hoti Hai, Deewar Ke Kabil Har Tasveer Hoti Hai
6. Kabhi Kabhi Bewajah Daant Kar, Dost Karte Hain Sab Kuch Baant Kar
link
7. Raat Ki Dosti Ne Hume Khwaab Dekhna Sikha Diya
link
8. Dil Se Khayal-e-dost Bhulaya Nhi Jata, Ek Daag Hai Jo Mitaya Nahi Jata
9. Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko, Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi
link
10. Har Yaar Ko Raaz Mat Batao, Kyunki Yaaron Ke Bhi Yaar Hote Hain
link
11. Chand Tanha Dekhayi Deta Hai, Shayad Ab Uski Sitaron Se Dosti Nahi Rahi
link
12. Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost,Dost Milta Hai Bari Mushkil Se
link
13. Dost, Kitab, Raasta Aur Soch, Galat Ho Toh Gumrah Karte Hain
link
14. Dost Alfaaz Se Zyada Khamoshi Samjhte Hai
link
15. Mujhe Khud Ka Nahin Pata, Lekin Mere Dost Bemisaal Hai
link
16. Ek Roz Jo Titli Ko Dost Bana Liya, Rang Saari Kainaat Ke Zindagi Mein Aa Gaye
link
17. Acha Dost Milna Bahut Mushkil Hai, Main Hairaan Hoon Mere Doston Ne Mujhe Dhund Kaise Liya!
link
18. Hum Doston Ke Liye Dil Tod Sakte Hai, Lekin Dil Ke Liye Dosti Nahi
link
19. Saath Hasna, Ghoomna, Ya Baatein Karna; Dosti Ka Yaaron Koi Naam Nahi Hota!
link
20. Kya Sikhaye Apne Doston Ko Hatiyaar Chalana, Wo Toh Pehle Se Hi Barood Hain!
link
21. Do Chaar Mulakate Kya Kar Li Hum Doston Ne, Dushman Saare Nigraani Mein Lag Gaye.
link
22. Kaise Chod Doon Un Awara Doston Ko, Jinko Bigadne Mein Mera Haath Hai!
link
23. Baat Karne Ke Liye Alfaaz Aur Waqt Nahi, Bas Kuch Dost Hone Chahiye
link
24. Zaroori Nahi Hai Log Aag Se Jale, Kuch Log Humari Dosti Se Bhi Jalte Hai
link
25. Jahan Mohabbat Daga Deti Hai, Wahan Dosti Sahara Deti Hai
link
26. Apni Toh Bas Ek Hi Pehchaan Hai – Hasta Chehra, Masoom Aankhe, Nawabi Chaal Aur Doston Ke Liye Jaan
link
27. Kaun Kehta Hai Dosti Barbaad Karti Hai, Nibhane Wale Ho Toh Duniya Yaad Karti Hai
link
28. Chahe Lakhon Dard Ho Sine Mein, Dost Muskurahate Chura Hi Laate Hain!
link
29. Waqt Mila Toh Rishton Ki Kitaab Khol Li, Dost Hi Dost Nazar Aaye Hai Shuruaat Mein
link
30. Jo Lamhe Hai Use Jee Lete Hai Yaar, Ye Zindagi Bharose Ke Kaabil Nahi
link
31. Gairon Ke Liye Fakir Hoon Aur Doston Ke Liye Baadshah
link
32. Musibaton, Nahi Hona Hume Kamiyaab – Hum Doston Ke Saath Barbaad Hi Ache
link
33. Tum Pathar Bhi Maaroge Toh Hum Bhar Lenge Jholi, Hum Doston Ke Tohfe Thukraya Nahi Karte
link
34. Jagah Nahi Dil Mein Anjaano Ke Liye, Kabza Dil Par Doston Ka Jo Hai!
link
35. Kya Khoob Tha Bachpan, Do Ungliyan Jodne Se Dosti Ho Jaati Thi
Share the friendship shayari you like the most with your friends, doston and yaaron, so that they know how much you value them!