Mirza Ghalib Shayari makes the entire world seem like a body, whose souls resides in the Indian subcontinent, where once Mirza Ghalib lived. The level of irreverence, love, and wisdom in his poetries is timeless. It connects with every age group and every situation.
In fact, various people have interpreted his world in various forms. But they all agree with a common fact that Mirza Ghalib’s genius is beyond measure. Every single line resonates with the thoughts in the mind and silently heals the heart.
34 Mirza Ghalib shayari (poetry) from the treasure chest of Naam-ul-Daula.
Need we say more about the most influential Urdu poet of Mughal Era, who started writing just at the age of 11? Not anymore, for his Urdu Shayari is immortalized. Mirza Ghalib poetry has been loved by one and all. Let us cherish some of this works given below.
1. Udne De In Parindo Ko Azaad Fiza Mein Ghalib, Jo Tere Apne Honge, Wo Laut Aayenge Kisi Roz.
2. Sajde Mein Nhi Gaye, Toh Shikwa Bhi Nhi Kiya.
3. Manzil Milegi Bhatak Kar Hi Sahi, Gumrah To Woh Hai Jo Ghar Se Nikle Ji Nahi.
4. Jab Ki Tujh Bin Nahi Koi Maujood, Phir Ye Humgama Ae Khuda Kya Hai.
5. Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak, Shamma Har Rang Mein Jalti Hai Sahar Hone Tak.
6. Ug Raha Hai Dar-o-Deewar Se Sabza Ghalib, Hum Bayaban Mein Hai Aur Ghar Main Bahar Aayi Hai.
7. Kaun Poochta Hai Pinjare Mein Band Parindo Ko Ghalib, Yaad Wo Aayenge Hai Jo Udd Hate Hai.
8. Log Badalte Nahi Ghalib, Benaqab Hoti Hai.
9. Haathon Ki Lakeero Pe Mat Ja Ghalib, Naseeb Unke Bhi Hote Hai Jinke Hath Nhi Hote.
10. Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai, Woh Har Ek Baat Pe Kehna Ki Yun Hota Toh Kya Hota.
11. Kuch Is Tarah Maine Zindagi Ko Aasan Kar Liya, Kuch Se Maafi Maang Li Kuch Ko Maaf Kar Diya.
12. Hum Toh Fanaah Ho Gaye Uski Aankhen Dekh Kar, Naa Jane Wo Aaina Kaise Dekhte Honge.
13. Mohabbat Mein Nahi Farq Jeene Aur Marne Ka, Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain Jis Kaafir Pe Dum Nikle.
14. Har Baat Pe Kehte Ho Tum Ki Tu Kya Hai, Tum Hi Kaho Ke Ye Andaaz E Guftgu Kya Hai.
15. Kitna Khauff Hota Hai Raat Ke Andhere Mein, Poonch Un Parindo Se Jinke Ghar Nahi Hote.
16. Humne Mohabbat Ke Nashe Mein Aakar Use Khuda Bna Diya, Hosh To Tab Aaya Jab Usne Kaha Khuda Kisi Ek Ka Nahi Hota.
17. Meherbaan Hokar Bula Lo Mujhe Chahe Jis Waqt, Mai Gaya Waqt Nahi Hoon Ki Phir Aa Bhi Na Sakun.
18. Umar Bhar Ghalib Yahi Khata Karta Raha, Dhool Chehre Par Thi Aur Aaina Saaf Karta Raha.
19. Masroof Rehne Ka Andaaz Tumhe Andha Na Karde Ghalib, Rishtey Fursat Ke Nahi, Tawajjoh Ke Mohtaj Hote Hai.
20. Zindagi Guzarne Ke Do Hi Tareeke Hai Ghalib, Ek Tujhe Nahi Aata, Ek Mujhe Nahi Aata.
21. Unko Dekhne Se Jo Aati Hai Chehre Par Raunak Wo Samjhte Hai Ki Beemar Ka Haal Acha Hai.
22. Rone Se Ishq Mein Bebaq Ho Gaye, Dhoye Gaye Itna Ki Paq Ho Gaye.
23. Dhota Jab Mai Peene Ko Us Seem Tan Ke Paanv, Rakhta Hai Zid Se Kheech Ke Bahar Lagan Se Paanv.
link
24. Bas Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Asaan Hona, Aadmi Ko Bhi Mayasaar Nahi Insaan Hona.
link
25. Be Dar-o-Deewar Sa Ek Ghar Bana Hua Chahiye, Koi Hum Saaya Na Ho Pasban Na Ho.
link
26. Kaid-e-Hayat-O-Band-e-Gham, Asal Mein Dono Ek Hai, Maut Se Pehle Aadmi Gham Se Nijat Paye Kyu.
link
27. Ragon Mein Daudte Firne Ke Hum Nahi Qaayal, Jab Aankh Hi Se Na Tapka Toh Phir Lahoo Kya Hai?
link
28. Iss Saadgi Pe Kaun Na Mar Jaye Ae Khuda, Ladte Hai Aur Hath Me Talwar Bhi Nahi.
link
29. Na Tha Kuchh To Khuda Tha, Kuchh Na Hota To Khuda Hota, Duboya Mujhko Jinhone, Na Hota Main To Kya Hota.
link
30. Jaan Tum Par Nisaar Karta Hoon, Mai Nahi Jaanta Dua Kya Hai.
link
31. Dard Minnat-Kash-E-Dawa Na Hua, Mai Na Acha Hua, Na Bura Hua.
32. Hai Aur Bhi Duniya Me Sukhan-Var Bahot Ache, Kehte Hai Ki Ghalib Ka Hai Andaz-E-Bayan Aur!
33. Hum to fanaah ho gaye uski ankhen dekh kar "Ghalib", Naseeb unke bhi hote hain jinke haath nahi hote.
34. Zahid sharab peene de masjid mein baith kar, Ya phir wo jagah bata de ke jahan khuda nahi.
These were just a few shers & shayaris by Ghalib that are lesser known, yet leave in awe. Ghalib poetry in Hindi is simply a treat waiting for us.
Comment your favorite sher by Ghalib, which is lesser known and let us know that you love his poetic writings as we do!
Read More: 32 Iqbal Shayaris | 30 Jaun Elia Shayaris
Explore: Feeding Trends | Events