A bundle of surplus talents, Piyush Mishra never fails to amaze us with his writings and poetry. He spent his early life in Gwalior, where he received his education and then he did his graduation from the National School of Drama (NSD), New Delhi.
Piyush Mishra started his career as a theatre actor and went on to write and directed several plays. When he shifted to Mumbai and started working as a film lyricist and singer, among his notable works are "Arre Ruk Ja Re Bandeh" in Black Friday, "Aarambh Hai Prachand" in Gulaal, "Ik Bagal" in Gangs of Wasseypur, and "Husna" in MTV Coke Studio.
Slowly, he gained eyeballs in the Bollywood industry. In this article, we have brought 37 Piyush Mishra quotes (Shayari) that leave a deep mark on our hearts.
37 Shayari, Poetry, Couplets, & Verses by Piyush Mishra
1. Naa muskurane par kisi ki mohar nahi hai, Udaasi kisi ke baap ki dharohar nahi hai.
2. Aaj tum na aaogi, kal main nhi mil paunga, Phir baat parso aa gayi - toh kaun kisko kya pata.
3. Mana ki yun sikandar kal ke ho jaoge, Main kahun ki ro do, halke ho jaoge.
4. Aao yaar pir ek baar zinda ho, baat karlen, Khaak ho gye hai mazak, phir bhi mazak kar len.
5. Taqdeer jiske hukm se hum sang janme hai sabhi, Ki ranj, gham aur tanj mein band janme hai sabhi.
6. Abhi abhi kuch guzra hai, laparwah, dhoop mein daudta hua, zara palat Kar dekhoon toh, bachpan tha shayad!
7. Yahan roti nhi ummeed sabko zinda rakhti hai, Jo sadko par bhi sote hai, sirhane kwab rakhte hai.
8. Kal talak jo khaaq tha, aur raaste ki dhool tha, Ek daali se gira, thokar mein lipta phool tha.
9. Main hardam zinda rehne ka, ye raaz tumhe batlaata hoon, Rishte main chand banata hoon, par dil se unhe nibhata hoon.
10. Daayra har baar banata hoon zindagi ke liye, lakire wahin rehti hai, mai khisak jaata hoon
11. Har insaan bikta hai yahan duniya mein, kitna mehenga kitna sasta, ye uski majbooriyat tay krti hai
12. Dard ki baarish mein hum akele hi the, jab barsi khushiyan, na jaane bheed kahan se aa gyi
13. Chand shikve, kuch shikayate, thodi maafi reh gayi. Yaad aaya tab, jab ki mai is jahan se chal chuka.
14. Aukaat nahi thi zamaane mein jo meri keemat laga sake, Kambakht ishq mein kya gire, neelam ho gye.
15. Main tumse ab kuch nahi mangta ae khuda, Teri dekar cheen lene wali aadat mujhe manzoor nahi.
16. Insaan khud ki nazar mein khush Hona chahiye, duniya to bhagwaan se bhi dukhi hai
17. Haye re sikko ki jhankaar, sath mein dabi chavanni.
18. Umar bhar uthaya bojh us keel ne, Aur log tareef us tasveer ki karte rahe.
19. Kal tak udti thi jo mu par, aaj pairon se lipat gayi, Chand boonde kya barsi barsaat ki, dhool ki fitrat badal gyi.
20. Halki phulki si hai zindagi, bojh toh khwaishon ka hai
21. Elaichi ke daano sa mukaddar hai apna, Mehak utni hi bikhri, peese gye jitna.
22. Ajeeb dastoor hai mohabbat ka, Rooth koi jaata hai, toot koi jaata hai.
23. Aaj maine phir jazbaat bheje, aaj tumne phir alfaaz hi samjhe
24. Kaagaz ke noto se aakhir kis kis ko kharidoge, Yahan kismat parakhne ke liye aaj bhi sikka hi uchala jata hai.
25. Sukoon milta hai do lafz kagaz par utaar kar, Cheekh bhi leta hun or awaz bhi nahi hoti.
26. Ae umar kuch kaha maine, tune suna nahi, Tu cheen sakti hai bachpan mera, magar bachpana nahi.
27. Ishq ki rah bhi ajeeb hai. Kisi aur ka sikhaya ishq, kisi aur se karna padta hai.
28. Na jaane kab kharch ho gye, pta hi nhi chala, Wo lamhe jo bacha kar rakhe the jeene ke liye.
29. Sochta hoon dhoke se zeher de doon, saari khwaishon ko daawat par bula kar.
30. Ek itvaar hi hai jo rishton ko sambhalta hai, Baki din kishton ko sambhalne mein guzar jate hai.
31. Na chahat ke andaaz alag, na dil ke jazbaat alag, Thi saari baat lakeero ki, tere hath alag, mere hath alag.
32. Kursi hai koi janaza toh nhi, Kuch kar nhi sakte toh utar kyun nhi jate?
33. Khwaishon ko Jeb mein rakh kr nikla kijiye janab, kharcha bahut hota hai manzilon ko paane mein.
34. Kaise karen hum khud ko tere pyaar ke kaabil, jab hum aadatein badalte hai, tum sharten badal dete ho.
35. Zindagi ka falsafa bhi kitna ajeeb hai, shaamein kat ti nahi aur saal guzarte chale ja rahe hain.
36. Kash tum ye samjh pate ki is kambakht kash se roz kitna ladta hoon mai.
37. Kal talak jo khaaq tha, aur raaste ki dhool tha, Ek daali se gira, thokar mein lipta phool tha.
These 37 pieces of Piyush Mishra writings have an underlying depth which mocks on the grim realities of this world, this materialistic life, and these hollow relationships. We hope he gets more strength to pen down many more great quotes.
Read More: 45 Ayushmann Khurrana Poetries We All Will Relate To
Explore: Feeding Trends | Events