Dear Diary (Day-8)

Feb 8, 2022

1 min read

Write your own content on FeedingTrends
Write

Hey !!

 

Kabhi kabhi life mai kuch aise incidents ho jate na hum se bhul sakte hai na usse yaad rakh sakte hai.

 

Being in a joint family is difficult but jaise bolte hai pros and cons sabke hote hai just like joint family mai 3Gs hote groupism, gossip aur gullibility. Har family mai woh ek bua rehti hai jo either in laws ke yahan tik nahi paati aur aake gharpe baikiti karti hai

Right?

 

Anyways, but yaar on serious note bade hone ka ehsaas tab feel hota hai jab you start sacrificing apne ambitions apne thoughts apne khusi everything. Aur pata nahi kyun ghar ke problem ke aage koi aur cheez badi lagti hi nahi mujhe

 

I have always been a short tempered pessimistic kid but ek phase aise bhi aaya jahan mujhe ek alag hi changed version of myself ban na pada.

 

Life is uncertain but predictable hogi jab tak you take charge of your life kya hoga nahi hoga sab khud decide karo.

 

Sorry agar bore kiya ho toh.

Pichli article ka revision karna ho toh :-

 

Dear Diary ( Day-7):https://feedingtrends.com/dear-diary-day-7

Write your own content on FeedingTrends
Write